ALAG MERA YEH RANG HAIN LYRICS IN ENGLISH IS GIVEN BELOW IN PDF
SONG DETAILS
- Song : Alag Mera Yeh Rang Hain
- Singer : Amruta Fadnavis
- Lyrics : Abhijit Joshi
- Music : Kaamod Subhash
- Label : T-Series
Alag Mera Yeh Rang Hain Lyrics - Amruta Fadnavis
Haan mujhe khud par yakeen haiYeh kuchh aisa junoon hai
Haan mujhe khud par yakeen hai
Yeh kuchh aisa junoon hai
Hai saara sama mera
Aur yeh zameen yeh aasmaan
Alag mera yeh rang hain
Meri khud se hi jung hain
Jeet jaaun aye khuda
Agar tu mere sang hai
Alag mera yeh rang hain
Meri khud se hi jung hain
Jeet jaaun aye khuda
Agar tu mere sang hai
Ik wakt tha bekhauf si
Titli si jaise udti thi main
Azad thi bebaak thi
Apni hi dhunn mein rehti thi main
Ke zindagi kyun ro padi
Berang thi baahar khadi
Maayus thi ghumsum khadi
Duniya meri aansu bhari
Par haar na manungi main
Yeh to abhi shuruwat hai
Alag mera yeh rang hain
Meri khud se hi jung hain
Jeet jaaun aye khuda
Agar tu mere sang hai
Alag mera yeh rang hain
Meri khud se hi jung hain
Jeet jaaun aye khuda
Agar tu mere sang hai
MORE SONGS
0 Post a Comment: